Roman script

teri yado ko ji raha hu har lamha har ek pal me

tera ahsas mahsus karta hu suni dhadkan ki halchal me

ab jake maine jana ab jake maine jana 

namumkin hai tum bin ji pana 

namumkin hai tum bin ji pana 

darde dil ka fasana mushkil hai chupana 

darde dil ka fasana mushkil hai chupana 

ab jake maine jana 

namumkin hai tum bin ji pana 

namumkin hai tum bin ji pana 

teri yado ka samundar hai tadpte dil ke andar 

dur tak meri najar me hai tere khabo ke manjar 

har ghadi sanso me ab to chubh rahe chahat ke khanjar 

namumkin hai tum bin ji pana 

ab jake maine jana 

namumkin hai tum bin ji pana 

namumkin hai tum bin ji pana 

namumkin hai namumkin hai namumkin hai 

tum bin ji pana 

tutte rishto ke dhage chutte khushiyo ke saye 

kyu gire aankho se aansu koi bhi na jaan paye 

hadse aise huye ke ban gaye apne paraye 

namumkin hai tum bin ji pana 

ab jake maine jana ab jake maine jana 

namumkin hai tum bin ji pana 

namumkin hai tum bin ji pana 

namumkin hai tum bin ji pana 

namumkin hai tum bin ji pana 

ab jake maine jana

Explore this song