Roman script

aa aa 

sau naamo me sabse hasin ek naam tumhara naam 

mere liye kudrat ka ek inaam tumhara naam 

kabhi kiran sa jhil ke andar 

kabhi diya sa mandir me 

kabhi kiran sa jhil ke andar 

kabhi diya sa mandir me 

kya kay rup dikhata hain, har shaam tumhara naam 

sau naamo me sabse hasin ek naam tumhara naam 

daudate bhaagte shahro ki 

tuti bikhari si raato me 

daudate bhaagte shahro ki 

tuti bikhari si raato me 

aankho ki nind

aur dil ka aaram tumhara naam 

sau naamo me sabse hasin ek naam tumhara naam 

chaand nahi hain eid ka lekin 

aksar eid ki khushiyo ka 

chaand nahi hain id ka lekin 

aksar eid ki khushiyo ka 

chand se pahle deta hain, paigaam tumhara naam

sau naamo me sabse hasin ek naam tumhara naam 

mere liye kudrat ka ek inaam tumhara naam 

sau naamo me sabse hasin ek naam tumhara naam 

sau naamo me sabse hasin ek naam tumhara naam

Explore this song