Roman script

naam hai jhatpat, mr. jhatpat

kaam hai atpat, bilkul atpat

mai jadugar bengal ka

mai jadugar bengal ka

bengal ka, bengal ka

sathi hu mai sabka yaaro 

are sathi hu mai sabka yaaro 

dushman, dil ke kale ka

dushman, dil ke kale ka

dushman, dil ke kale ka

o mai jadugar bengal ka

mai jadugar bengal ka

bengal ka, bengal ka

hath me mere dekh rahe ho 

ye jadu ka danda

dekhne walo ke dil ko kar deta hai 

ye thanda

mera danda bol raha hai

kya bol raha, kya bol raha, kya bol raha

ye jo lala chupke chupke apni jeb tatol raha

ha apni jeb tatol raha

keh do is se bura na mane

bhola bhai bura na mane

maal chura ke bhaaga hai ye 

kisi seth ke sale ka

kisi seth ke sale ka

mai jadugar bengal ka

mai jadugar bengal ka

bengal ka, bengal ka

naam hai jhatpat, mr. jhatpat

kaam hai atpat, bilkul atpat

mai jadugar bengal ka

mai jadugar bengal ka

bengal ka, bengal ka

bolo isko phul bana du

are bolo isko abhi uda du

ha abhi uda do, furr

ud ja, ud ja, ud ja, ud ja, ud ja

banke panchhi ud ja, ud ja

banke panchhi 

wo uda bhai, wo uda

keh do to, ab laau bula

kar lo aankhe band sabhi tum

aur bajao taali yaaro

jo dekhega ban ke kaana

mushkil hoga wapas aana

are jo na bajaye taali

uski jeb rahegi khali

uski jhagdegi gharwali

degi gin gin, sau sau gali

are aur bajao taali yaaro 

aur bajao taali

Explore this song