Roman script

na tumne kiya na maine kiya 

na tumne kiya na maine kiya 

par hona tha pyar pyar pyar ho gaya 

na tumne kiya na maine kiya 

par hona tha pyar pyar pyar ho gaya

na tumne diya na maine diya 

per tera mera, mera tera, mera tera

dono ka dil kho gaya 

na tumne kiya na maine kiya 

birha ka mara papiha pukara 

phoolon ki galiyon me jadu jaga kya 

phoolon ki galiyon me jadu jaga kya 

bhawron ne kaliyon se jane kaha kya 

tum ne suna na maine suna, maine suna 

na tumne suna na maine suna 

aankhon ki neend dil ka chain kho gaya 

na tumne kiya na maine kiya 

ye dil ki dhadkan humari hai dusman

is dil ki awaj pehchante hai

ye dil ki dhadkan humari hai dusman

is dil ki awaj pehchante hai

lagta hai ye raaz sab jaante hain

na tum ne kaha na maine kaha  

sare jahan ko pata ho gaya 

na tum ne kiya na maine kiya 

hai pyar sab kuch na tum socho ab kuch

hai pyar sab kuch na tum socho ab kuch

lab pe na aaye vo nam hai ye

ye pyar kya hai ek jam hai ye

na tum ne piya na maine piya 

fir bhi ye kaisa nasha ho gaya

na tum ne kiya na maine kiya 

per hona tha pyar pyar pyar ho gaya

na tum ne diya na maine diya 

per tera mera, mera tera, mera tera

dono ka dil kho gaya 

na tum ne kiya na maine kiya 

na tum ne kiya na maine kiya

Explore this song