Roman script

na tum aaye na nind aayi

tumhari yaad hi aayi

na tum aaye na nind aayi

tumhari yaad hi aayi

kisi pathar se takra kar

meri fariyad hi aayi

na tum aaye na nind aayi

tumhari yaad hi aayi

teri aawaz mahfil se

na kuch bhi pa sake hum to

na kuch bhi pa sake hum to

meri kismat gayi barbad

meri kismat gayi barbad

aur barbad hi aayi

kisi pathar se takra kar

meri fariyad hi aayi

na tum aaye na nind aayi

tumhari yaad hi aayi

liye bulbul do tinke

ke sara aasma chauka

liye bulbul do tinke

ke sara aasma chauka

ke sara aasma chauka

bahar aayi bhi to dil me

bahar aayi bhi to dil me

liye fariyad hi aayi

kisi pathar se takra kar

meri fariyad hi aayi

na tum aaye na nind aayi

tumhari yaad hi aayi

Explore this song