Roman script

na tujhe phir dekhu, na tujhe phir sochu

na teri yaad aaye, na meri jaan jaaye

main mohabbat ki aakhari, nishaani bhi mita aaya hun

teri tasweer jalaake raakh, dariya me baha aaya hun 

waise bhi to ab kuchh saanse baaki hai

thode se din thodi raate baaki hai

dard bahot hai par jine ka bhi dil hai

sab kehate is haal me jina mushkil hai

bayaan kaise karu meri jo haalat hai

magar dil keh raha yahi to chaahat hai

main to chaaht ki aakhari, nishaani bhi mita aaya hun

main to chaaht ki aakhari, nishaani bhi mita aaya hun

teri tasweer jalaake raakh, dariya me baha aaya hun 

teri tasweer jalaake raakh, dariya me baha aaya hun 

na tujhe phir dekhu, na tujhe phir sochu

na teri yaad aaye, na meri jaan jaaye

jhuthe waadon ke jakhmon se ghaayal hun

main deewaana kya haan main to paagal hun

ab bhi tumse khaabon me milata hun main

ab bhi thodi yaad hai aur jalata hoon main

magar sab keh rahe bhula du us pal ko

main jo pal ji liya bhula du us pal ko

main to us pal ki aakhari, nishaani bhi mita aaya hun

main to us pal ki aakhari, nishaani bhi mita aaya hun

teri tasweer jalaake raakh, dariya me baha aaya hun 

teri tasweer jalaake raakh, dariya me baha aaya hun 

na tujhe phir dekhu, na tujhe phir sochu

na teri yaad aaye, na meri jaan jaaye

main mohabbat ki aakhari, nishaani bhi mita aaya hun

main mohabbat ki aakhari, nishaani bhi mita aaya hun

teri tasweer jalaake raakh, dariya me baha aaya hun 

teri tasweer jalaake raakh, dariya me baha aaya hun 

teri tasweer jalaake raakh, dariya me baha aaya hun

Explore this song