Roman script

ja ke hum ab to har ek dar pe, sada karte hai

jinki takdir bigad jati hai, kya karte hai

na to dard gaya na dawa hi mili, maine dhund ke dekha jamana

pahuche jaha bhi hum to, laut aaye har ke

aye dil pukar dekha, ek ek dwar pe

sabse kaha piya dard magar

na to dard gaya na dawa hi mili, maine dhund ke dekha jamana

mandir maszid me jake, ki hai fariyad bhi

milta jawab to kya, aayi na aawaz bhi

mangi dua maine lahk magar

na to dard gaya na dawa hi mili, maine dhund ke dekha jamana

aisa ye gum bhi nahi, koi pahchan le

aisa wo kon hai jo, dukh mera jan le

aisa ye gum bhi nahi, koi pahchan le

aisa wo kon hai jo, dukh mera jan le

chani gali chana sara nagar

na to dard gaya na dawa hi mili, maine dhund ke dekha jamana

na to dard gaya na dawa hi mili, maine dhund ke dekha jamana

Explore this song