Roman script

na tha kuch to khuda tha 

kuch na hota to khuda hota 

na tha kuch to khuda tha 

kuch na hota to khuda hota 

duboya mujhko hone me 

na hota main to kya hota 

hua jab gum se be hisab 

to gum  kya sir ke katne ka 

hua jab gum se be hisab 

to gum  kya sir ke katne ka 

na hota agar juda tan se 

to jano par dhara hota 

hui muddat ki galib mar gaya 

par yaad aata hai

hui muddat ki galib mar gaya 

par yaad aata hai  

wo har ek baat par kehna 

ki yun hota to kya hota    

ki yun hota to kya hota  

ki yun hota to kya hota

Explore this song