Roman script

na shikwa karo na shikaayat karo

na shikwa karo na shikaayat karo

na ghut karo jeeo na aahein bharo

pal mein muqadaar badal jaayega

pal mein muqadaar badal jaayega

maalike do jahaan par bharosa karo

maalike do jahaan par bharosa karo

ke allah bahot bada hain

ke maullah bahot bada hain

ke allah bahot bada hain

ke maullah bahot bada hain

fatein kapadein udaas aankhein

fatein kapadein udaas aankhein

padein hain paanv mein chhale

padein hain paanv mein chhale

dasha kartein hain ghurbaktein

hamesha naag ye kaale

hamesha naag ye kaale

zeher hi se bhi amrit mil jaayega

zeher hi se bhi amrit mil jaayega

sabra se zindagi ka manthan karo

sabra se zindagi ka manthan karo

ke allah rahem karega

ke maulla karam karega

ke allah rahem karega

ke maulla karam karega

meeta ke naam rishto ka oo

meeta ke naam rishto ka

sharm se sar jhukaya

sharm se sar jhukaya

badha ke khawaisho ko kyaa

kisi ne sukha hain paaya

kisi ne sukha hain paaya

apno ki nazaron se gir jaaoge

apno ki nazaron se gir jaaoge

rishton ko yun na tum rushwa karo

rishton ko yun na tum rushwa karo

ke allah dekha raha hain

ke maulla dekha raha hain

ke allah dekha raha hain

ke maulla dekha raha hain

khud ko tu pehchaan le bandein

khud ko tu pehchaan le bandein

na kar yun man maani

na kar yun man maani

mitana teri ye kismat hain ye

duniya sarae paani duniya sarae paani

ye jism to ek din mitt jaayega

ye jism to ek din mitt jaayega

rooh ko na sharminda karo

rooh ko na sharminda karo

ke allah bahot bada hain

ke maullah bahot bada hain

ke allah bahot bada hain

ke maullah bahot bada hain

na shikwa karo na shikaayat karo

na shikwa karo na shikaayat karo

na ghut karo jeeo na aahein bharo

pal mein muqadaar badal jaayega

pal mein muqadaar badal jaayega

maalike do jahaan par bharosa karo

maalike do jahaan par bharosa karo

ke allah bahot bada hain

ke maullah bahot bada hain

ke allah bahot bada hain

ke maullah bahot bada hain.

Explore this song