Roman script

na roko ram ko logo vidhi ka kaam hone do

ayodhya ka sakal sansar me ab naam hone do

chale banwas ko jo unka ban me makam hone do

avadh ke ladle ko tum jagat ka ram hone do 

jagat ka ram hone do

in jane walo ko koi na manana

inko to jana re bhai inko hai jana

in jane walo ko koi na manana

inko to jana re bhai inko hai jana

chali aandhiyo ke path pe raghukul ki jyoti

chali aandhiyo ke path pe raghukul ki jyoti

gup chup luta na bhai ankhiyo ke moti

gup chup luta na bhai ankhiyo ke moti

aaj apne dil ko logo pathar banana

in jane walo ko koi na manana

inko to jana re bhai inko hai jana

sone ke mukut wale to jag me anek re

kato ka jo taj pahne lakho me wo ek re

sone ke mukut wale to jag me anek re

kato ka jo taj pahne lahko me wo ek re

aaj inko karne do re wan me thikana

in jane walo ko koi na manana

inko to jana re bhai inko hai jana

in jane walo ko koi na manana

inko to jana re bhai inko hai jana

Explore this song