Roman script

na pucho ji humse humara fasana  

na pucho ji humse humara fasana  

ki sunna hai asaan muskil hai sunana

ki sunna hai asaan muskil hai sunana

na pucho ji hamse 

phir aa li jawani ne phir aa li jawani ne 

jab humse aankhe nigaanhe churane laga sar zamaana 

nigaanhe churane laga sar zamaana 

na pucho ji hamse 

kabhi hum bhi ronak the mahfil ki ae dil 

kabhi hum bhi ronak the mahfil ki ae dil 

kabhi hum pe aaya tha mausam suhana 

kabhi hum pe aaya tha mausam suhana 

na pucho ji humse 

na marne ki takdeer tujhe hai koi 

na jeene ka milta hai koi thikana 

na jeene ka milta hai koi thikana 

naa pucho ji humse

Explore this song