Roman script

na mai boli na wo bole bhed nazar ne saare khole 

na mai boli na wo bole bhed nazar ne saare khole 

julmi ne has ke milaye mose naina 

man me kasak uthi lut gaya chaina 

julmi ne has ke milaye mose naina 

man me kasak uthi lut gaya chaina 

to sharmili kaliya ban gaye naina bhole bhole 

na mai boli na wo bole bhed nazar ne saare khole 

saj gayi bindiya sawar gaya kajra 

khul gaye ankhiyo me kaare kaare badra 

saj gayi bindiya sawar gaya kajra 

khul gaye ankhiyo me kaare kaare badra 

aise laage jaise tan me ek bijuriya dole 

na mai boli na wo bole bhed nazar ne saare khole 

na mai boli na wo bole bhed nazar ne saare khole

Explore this song