Roman script

na kuch diya na kuch liya 

na kuch diya na kuch liya 

o sathiya ye kya kiya 

rah rah ke satati hai aati hai bar bar 

hichki hichki hichki hichki 

na kuch diya na kuch liya 

na kuch diya na kuch liya 

o sathiya ye kya kiya 

rah rah ke satati hai aati hai bar bar 

hichki hichki hichki hichki 

na jane kya baat hai bahki bahki raat hai 

ab na mujhko hosh hai madhoshi hai josh hai 

bechaini badhati hai aati hai bar bar 

hichki hichki hichki hichki 

na kuch diya na kuch liya 

na kuch diya na kuch liya 

o janeja ye kya kiya 

rah rah ke satati hai aati hai bar bar 

hichki hichki hichki hichki 

janeja ab kya karu aahe kab tak mai bharu 

anjani si pyas hai dilbar mere paas hai 

jadu si jagati hai aati hai bar bar 

hichki hichki hichki hichki 

na kuch diya na kuch liya 

na kuch diya na kuch liya 

o sathiya ye kya kiya 

rah rah ke satati hai aati hai bar bar 

hichki hichki hichki hichki 

hichki hichki hichki hichki

Explore this song