Roman script

na kisi ki aankh ka noor hu

na kisi ki aankh ka noor hu na kisi ke dil ka karar hu

jo kisi ke kam na aa sake mai wo ek muste bar hu

na kisi ki aankh ka noor hu

mera rang rup bigad gaya mera yar mujhse bichad gaya

jo chaman fiza me ujad gaya mai uski ki fasle bahar hu

na kisi ki aankh ka noor hu na kisi ke dil ka karar hu

mai kaha rahu mai kaha basu na ye mujhse na wo mujhse khush

mai jami ki peeth ka bojh hu mai falak ke dil ka wo daur hu

na kisi ki aankh ka noor hu

pahefat ha koi aaye kyu koi char phul chadaye kyu

koi aake shama jalaye kyu koi aake shama jalaye kyu

mai wo bekashi ka majar hu 

na kisi ki aankh ka noor hu na kisi ke dil ka karar hu

jo kisi ke kam na aa sake mai wo ek muste bar hu

na kisi ki aankh ka noor hu

Explore this song