Roman script

koi bat kare hai barso ki koi soch raha kal parso ki

par bhai mere sach to hai ye na kal ka pata na pal ka pata

na kal ka pata na pal ka pata phir soch raha kyu barso ki

phir soch raha kyu barso ki koi bat kare hai barso ki

koi soch raha kal parso ki par bhai mere sach to hai ye

na kal ka pata na pal ka pata na kal ka pata na pal ka pata

phir soch raha kyu barso ki phir soch raha kyu barso ki

jo apni kismat ka lekha hai kisne pada kisne dekha hai

hatho me kismat jo padta hai jhuthi kahani vo ghadta hai

insa ka kaha sach kab hai huya na kal ka pata na pal ka pata

na kal ka pata na pal ka pata phir soch raha kyu barso ki

phir soch raha kyu barso ki koi bat kare hai barso ki

koi soch raha kal parso ki

ye pal har waqt badalta hai sukh dukh ke sanche me dhalta hai

chhod a nahi waqt ne ram ko phir aadmi ka kya anzam ho

kab jane kaha kya hoga yaha na kal ka pata na pal ka pata

na kal ka pata na pal ka pata phir soch raha kyu barso ki

phir soch raha kyu barso ki koi bat kare hai barso ki

koi soch raha kal parso ki par bhai mere sach to hai ye

na kal ka pata na pal ka pata na kal ka pata na pal ka pata

phir soch raha kyu barso ki phir soch raha kyu barso ki

Explore this song