Roman script

na jis din teri meri baat hoti hai 

na din gujarta hai na raat hoti hai 

na din gujarta hai na raat hoti hai 

na jis din teri meri baat hoti hai 

na jis din teri meri baat hoti hai 

jabse chadha hai rang tere pyaar ka 

tabse mila na ik pal karaar ka 

jabse chadha hai rang tere pyaar ka 

tabse mila na ik pal karaar ka 

tutta nahi hai tere khwab ka nasha 

chhutta nahi hai dhaga intzaar ka 

na jis din tujhse mulaakat hoti hai 

na jis din tujhse mulaakat hoti hai 

na din gujarta hai na raat hoti hai 

na din gujarta hai na raat hoti hai 

dundta rahu mai tujhe yaha se vaha 

dekha maine tere rup ko kha kha 

kha kha jaye kha 

dundti rahu mai tujhe yaha se vaha 

dekha maine tere rup ko kha kha 

mushkil lage jeena tere bina

mai hu jism tera tu hai meri jaan

na jis din tu mere sath hoti hai 

na jis din tu mere sath hoti hai 

na din gujarta hai na raat hoti hai 

na din gujarta hai na raat hoti hai 

na jis din teri meri baat hoti hai 

na jis din teri meri baat hoti hai

Explore this song