Roman script

dekho kaise parbat se badal gaye

barsenge yeh ab kahan

dekho kaise phoolon se khushboo gaye

mehkaingee yeh ab kahan

sukh ban gaye sapne

sub kho gaye apne

dil bujh gaya ghar jal gaya

na jane kyun na jane kyun

yaadon ka phir aanchal uda

na jane kyun na jane kyun

na jane kyun 

dekho kaise haaton se jugnoo gaye

chanmkainge yeh ab kahan

kyun so gaye shamain kat na sakeen raatein

dil bujh gaya ghar jal gaya

na jane kyun na jane kyun

yaadon ka phir aanchal uda

na jane kyun na jane kyun

na jane kyun na jane kyun

dekho kaise phoolon se khushboo gaye

mehkaingee yeh ab kahan

Explore this song