Roman script

baadalo se main upar

baarishon ko chhuta hu

neeli dhup ki kirane 

haatho mein rakhta hu

mujhe udte hi jaana hai

mujhe udte hi jaana hai

ye manjar kya suhana hai

aankh lagi to duniya badli, ho sone do

aankh lagi to duniya badli, ho sone do

paaniyo ke niche main 

motiyo se kehta hu

machhaliyon ki baatein main 

sipiyo se sunata hu

kayi maujo ko aana hai 

kayi maujo ko aana hai 

ye manjar kya suhana hai

aankh lagi to duniya badli, ho sone do

aankh lagi to duniya badli, ho sone do

naa jaagu, rahunga yahin

mila kya mujhe kahunga kabhi

ek sapne mein gum main hu abhi

aankh lagi to duniya badli, ho sone do

aankh lagi to duniya badli, ho sone do

aankh lagi to duniya badli, ho sone do

aankh lagi to duniya badli, ho sone do

Explore this song