Roman script

na jane kidhar aaj meree nav chalee re 
chalee re chalee re meree nav chalee re 
na jane kidhar aaj meree nav chalee re 
chalee re chalee re meree nav chalee re 
koi kahe yaha chalee koyee kahe vaha chalee
koi kahe yaha chalee koyee kahe vaha chalee
mann ne kaha piya ke ganv chalee re
piya ke ganv chalee re
chalee re chalee re meree nav chalee re
mann ke mit mere mil ja jaldee
duneeya ke sagar me nav meree chal dee
mann ke mit mere mil ja jaldee
duneeya ke sagar me nav meree chal dee
bilkul akelee  bilkul akelee akelee chalee re
chalee re chalee re meree nav chalee re
na jane kidhar aaj meree nav chalee re
chalee re chalee re meree nav chalee re
unchee nichee leharo pe nav meree dole
mann me prit meree pihu pihu bole
unchee nichee leharo pe nav meree dole
mann me prit meree pihu pihu bole
mere mann mujhko bata meree manjil ka pata
mere mann mujhko bata meree manjil ka pata
bol mere sajan kee kaun galee re 
bol mere sajan kee kaun galee re 
na jane kidhar aaj meree nav chalee re 
chalee re chalee re meree nav chalee re 
koi kahe yaha chalee koyee kahe vaha chalee
mann ne kaha piya ke ganv chalee re
piya ke ganv chalee re
chalee re chalee re meree nav chalee re

Song details

Song video

Watch on YouTube