Roman script
na jane kaha ka ye jadu kya hai kisi ne mere dil me ghar kar liya hai wo baki adaye wo mithi nigahe wo baki adaye wo mithi nigahe chale chale fir waha par jaha dil diya hai jaha dil diya hai kisi ne mere dil me ghar kar liya hai inhi ne kiya mast sare jaha ko inhi ne kiya mast sare jaha ko kin aankho ka ik jaam humne piya hai humne piya hai kisi ne mere dil me ghar kar liya hai na jane kha ka ye jadu kiya hai kisi ne mere dil me ghar kar liya hai
Explore this song
- Film / album: Shakuntala (1943)
- Composer: Vasant Desai
- Actor: Chandra Mohan
- Actor: Jay Shree T
- Actor: Ameena
- Actor: Madan Mohan
- Actor: Zohra
- Actor: Nana Palsikar