Roman script
na jane aise ho gaya kaise na jane aise ho gaya kaise ye dil ki bate pyar ki bate bin kahe hum samajhne lage na jane aise ho gaya kaise na jane aise ho gaya kaise ye dil ki bate pyar ki bate bin kahe hum samajhne lage na jane aise ho gaya kaise do dilo ki koshish hai char aankho ki sajish hai kahte the log jara bachna ye ishk nahi aatish hai do dilo ki kosish hai char aankho ki sajish hai kahte the log jara bachna ye ishk nahi aatish hai ha is aag se bach na sake ha is aag se bach na sake do badan to sulagne lage na jane aise ho gaya kaise na jane aise ho gaya kaise dunia ka rahe dar na bas chale dilo par na ek khas umar me khud hi aa jaye mohabbat karna dunia ka rahe dar na bas chale dilo par na ek khas umar me khud hi aa jaye mohabbat karna ha is umar ke us daur se ha is umar ke us daur se jane ja hum gujarne lage na jane aise ho gaya kaise na jane aise ho gaya kaise ye dil ki bate pyar ki bate bin kahe hum samajhne lage na jane aise ho gaya kaise na jane aise ho gaya kaise
Song details
- Singer: Hemlata
- Singer: Yesudas
- Film / album: Saajan Mere Main Saajan Ki (1980)
- Composer: Ravindra Jain
- Lyricist: Ravindra Jain
- Actor: Raj Kiran
- Actor: Rameshwari
- Actor: Ashok Kumar
- Actor: Raj Babbar
- Actor: Kajal Kiran
Song video
singer: Hemlata, Yesudas