Roman script

aa na ja na ja na ja 

aa na ja na ja aa aa

na ja o mere hamadam 

na ja o mere hamadam 

suno wafa ki pukaar 

chhod ke mera pyaar 

na ja o mere hamadam 

main akeli hun zamaane mein 

meri duniya se jaao na 

mere hontho ko hansi deke 

hansi hansi mein rulao na 

gayi baaton ko bhula bhi de o mere sanam 

na ja o mere hamadam 

suno wafa ki pukaar 

chhod ke mera pyaar 

na ja o mere hamadam 

tere dil ki udaasi ko 

zulfon se mahka dungi 

teri suni suni baahon mein 

gora mukhda saja dungi 

ab aayenge jo lautke tere kadam 

na ja o mere hamadam 

suno wafa ki pukaar 

chhod ake mera pyaar 

na ja o mere hamadam

Explore this song