Roman script

ni na nikre na ayogy atub tapu

na unmay khad nikre naye sikhre naye sikhre

mutam kudu 

humne ye sochkar pyar kiya

humne ye sochkar pyar kiya

pyar se accha koi kaam nahi, ayyo amma

pyar se accha koi kaam nahi, ayyo amma

humne ye sochkar pyar kiya, haye

humne ye sochkar pyar kiya

thodi si ik din humne sharab peeli

aane laga jo maja to behisab peeli

thodi si ik din humne sharab peeli

aane laga jo maja to behisab peeli

tuta khumar jab aaya khayal tab

aankho se yaar ne jo mujhko peelayi thi

aisi sharab koi aisa koi jaam nahi

nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi 

humne ye sochkar pyar kiya

humne ye sochkar pyar kiya

pyar se accha koi kaam nahi, ayyo amma

pyar se accha koi kaam nahi, ayyo amma

humne ye sochkar pyar kiya

ik diwane se ye humne sawal kiya

surat bana li kaisi kaisa ye haal kiya 

paav ayyo paav

ik diwane se ye humne sawal kiya

surat bana li kaisi kaisa ye haal kiya 

bola fakir hu phir bhi amir hu

duniya ko bech ke pyar kharida maine

banda hu pyar ka kisi ka gulam nahi

nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi 

humne ye sochkar pyar kiya, haye

humne ye sochkar pyar kiya

pyar se accha koi kaam nahi, ayyo amma

pyar se accha koi kaam nahi, ayyo amma

humne ye sochkar pyar kiya, haye

humne ye sochkar pyar kiya

nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi nahi 

ayyo ayyo gauri ayyo

Explore this song