Roman script

na dhaga hai na dor

na baadalo ka shor

mere man me uthi hilor

chali aai main teri or

na dhaga hai na dor

na baadalo ka shor

mere man me uthi hilor

chala aaya main teri or

chali aai main teri or

maine halki se aah bhari thi

main to dil hi dil me dari thi

band aankho me tujhko nihara

main samjhi ki tumne pukara

yaad maine tha kiya mera dhadka tha jiya

yaad maine tha kiya mera dhadka tha jiya

nahi chalta kisi ka dil pe jor

na dhaga hai na dor

na baadalo ka shor

mere man me uthi hilor

chala aaya main teri or

chali aai main teri or

jab baje teri saanso se bansi 

sunke usne lagun banke panchhi

teri aawaj jab se suni hai

dhadkano ne mohabbat buni hai

jaane kaisa ye asar main hun khud se bekhabar

jaane kaisa ye asar main hun khud se bekhabar

tune jaadu kiya hai chitchor

na dhaga hai na dor

na baadalo ka shor

mere man me uthi hilor

chali aai main teri or

chala aaya main teri or

koyal kuhuki basant hai aaya

lo judai ka ant hai aaya

fir ummido ke phul khile hai

fir mukaadar se do dil mile hai

aaya mausam fir jawa dekho pyar ka sama

aaya mausam fir jawa dekho pyar ka sama

pyar hi pyar hai charo aur

na dhaga hai na dor

na baadalo ka shor

mere man me uthi hilor

chala aaya main teri or

chali aai main teri or

ho chala aaya main teri or

chali aai main teri or

chala aaya main teri or

chali aai main teri or

chala aaya main teri or

Explore this song