Roman script

ping pong paande ka ching dada hoon

awaara khwabon ka shehzaada hoon

laao falak se arakh la ke do

pyaala peene pe amaada hoon

thoda para bharo, pyaala saara bharo

pyaasa na rakhna mujhe

shaam parosi hai, chaand parosa hai

koi kami na rahe

are chhonka laga ke o darling

ho chhonka laga ke o darling

naam mera o rakh le zara

are chakh le zara

my name is ranveer ching

are chhonka laga ke o darling

chakh le zara

my name is ranveer ching

ching chong original 

from ping pong manchhow

Hindi chini bhai bhai

mughlaai aur manchhow

are jeb bhara – manchurian

aur pet bhara – kanchurian

are sche zwani muh me paani

pet ki pooja kar le jaani

khate reh pite reh jite reh

khate reh pite reh jite reh

yaah

peg do peg ka peena bhi kya

pyasa reh ke jeena bhi kya

chaubis ghante nashe me jee

din aur saal mahina bhi kya

yaaro baat suno

boond boond chuno

zindagi maykhaana hai

koi khatra nahi, qatra qatra nahi

poora samundar hai yeh

are chhonka laga ke o darling

ho chhonka laga ke o darling

naam mera o rakh le zara

are chakh le zara

my name is ranveer ching

are chhonka laga ke o darling

chakh le zara

my name is ranveer ching

aye my name is ranveer 

are naam tera ranveer

oye my name is ranveer ching

Explore this song