Roman script

muskurati hui chandani

jagmagata hua aasma

le chale ho mujhe tum kaha

do mohabbat bhare dil jaha

kah sake pyar ki dasata

hum tumhe le chale hai waha

kah rahe hai nazare pukar ke

bit jaye na din ye bahaar ke

sansanati hawao ke geet ne

taar chede hai dil ke sitar ke

ye suhana sama hai umange jawa

phir khule kyou na dil ki zuban 

muskurati hui chandani

jagmagata hua aasma

le chale ho mujhe tum kaha

do mohabbat bhare dil jaha

kah sake pyar ki dasata

hum tumhe le chale hai waha

aaj kaisi suhani ye raat hai

zindagi me nayi ek baat hai

in sitaro ki rangin chaav me

do dilo ka anokha ye saath hai

hum tumhare huye tum humare huye 

pyar ka muskuraya jaha

muskurati hui chandani

jagmagata hua aasma

le chale ho mujhe tum kaha

do mohabbat bhare dil jaha

kah sake pyar ki dasata

hum tumhe le chale hai waha

Explore this song