Roman script

murakh man tu kyu barmaya

murakh man tu kyu barmaya

dhan daulat ki hai sab maya

dhan daulat ki hai sab maya

paiso ka indar bada kar

jag me maan badhaye

paiso ki ganga me nahakar

badi der kahaye

usne jivan ke dukh paye

usne jivan ke dukh paye

jisne paisa paya

jisne paisa paya

murakh man tu kyu barmaya

murakh man tu kyu

murakh man tu kyu barmaya

dhan daulat ki hai sab maya

dhan daulat ki hai sab maya

Explore this song