Roman script

mummy mai to sikhunga goli chalana

mummy mai to sikhunga goli chalana leader na banuga

leader na banuga mujhe foji officer banana

mummy mai to sikhunga goli chalana

mummy mai to sikhunga goli chalana

hamla jisne kiya watan par usko mai na chodunga

hamla jisne kiya watan par usko mai na chodunga

ek tank dusman ka mummy abhi abhi mai todunga

ek tank dusman ka mummy abhi abhi mai todunga

tod saku mai tatan time aise patakhe lana

mummy mai to sikhunga goli chalana

bade bade ye bandh hamare ye sabke mehnat ke fal

bade bade ye bandh hamare ye sabke mehnat ke fal

ye hai kal ke mandir maszid ye hai kal ke tajmahal

ye hai kal ke mandir maszid ye hai kal ke tajmahal

dekh dekh jalta hai dusman isko hai bachana

mummy mai to sikhunga goli chalana

mummy mai to sikhunga goli chalana

jisne khuda ke ghar tode hai bimaro ko mara hai

jisne khuda ke ghar tode hai bimaro ko mara hai

wo dusman nahi admiyat ka bhi hatyara hai

baz na aaye wo dusman to etam bam banana

mummy mai to sikhunga goli chalana

mummy mai to sikhunga goli chalana leader na banuga

leader na banuga mujhe foji officer banana

mummy mai to sikhunga goli chalana

mummy mai to sikhunga goli chalana

Explore this song