Roman script

are khatpat khatpat hori thi

tu kahe main so ri thi re

ke hua thoda khulke bata

ke kiya tha tanne kal raat ko

ke kiya tere balam ne

tu yoon na chhupave baat ko

re yoon na chhupave baat ko

bata ab kis kacheri jaaun

kiska darwaza khatkaaun

kisko haal apna sunaun

yeh bata do mummy ji 

haye kis kacheri jaaun

kiska darwaza khatkaaun

kisko haal apna sunaun

yeh bata do mummy ji 

laga hai curfew mere ghar mein

ghoome saiyyan mera dar mein

pata nahi kis baat ki tension hai

bata do mummy ji

kia karaya ho gaya barbaad mummyji

are balam mera so gaya kal raat mummy ji

are kia karaya ho gaya barbaad mummy ji

are balam mera so gaya kal raat mummy ji

chokho dhandho kar tho haan

barkat thi vepar mein

seedha saadha chora ban gaya

lattu tere pyaar mein

sukh gaya bechara

jab se tu banni gharwali ae

pitt gaya dhindora

isi tisi te kar waali ae

are saasu gayi bazaar meri hum ghar pe the akele

mai sochi wo bolega aa kushti kushti khele 

so gaya woh odh ke kambal main sochi thi hoga dangal

waste kar diya time sara aa gayi mummy 

are kia karaya ho gaya barbaad mummy 

are balam mera so gaya kal raat mummy 

haye kis kacheri jaaun

kiska darwaza khatkaaun

kisko haal apna sunaau

yeh bata do mummy ji

are kiya karaya ho gaya barbaad mummy 

are balam mera so gaya kal raat mummy

Explore this song