Roman script

mumkin hai mumkin hai bahar mumkin hai

zindagi mein likha

mumkin hai mumkin hai bahar mumkin hai

zindagi mein likha

khwahisho ka karar mumkin hai

ik nayi parwah mumkin hai ho

mumkin hai mumkin hai bahar mumkin hai

zindagi me likha

justuju rang layi hai kuchh iss tarah

dil ki har aarzoo muskurane lagi

aasman meherban ho gaya

aur zameen gungunane lagi hai

mumkin hai, mumkin hai bahar mumkin hai

zindagi mein likha

khushnuma dil zuban choodiya pehan kar

har kalai chanak ne khanak ne lagi

kano ki baliya bol uthi hain

geet hontho pe yu aane lage hain

mumkin hai, mumkin hai bahar mumkin hai

zindagi mein likha

khwahisho ka karar, mumkin hai

ik nayi parwah, mumkin hai ho

Explore this song