Roman script

mehandi ki raat aayi mehandi ki raat 
dekhe koi pyari dulhan ke hath 
mehandi ki raat aayi mehandi ki raat 
dekhe koi pyari dulhan ke hath 
rang se bhare khusbu se saje 
mahke huye gaye sapno ko 
dil me chhraye huye, sharmaye huye 
mehandi ki raat aayi mehandi ki raat 
dekhe koi pyari dulhan ke hath 
milne gaye hum to dulhan se 
matwali si pyari dulhan se 
chand sa tan uska 
bhola sa man uska
chehra bhi tha chand sa 
han chehra bhi tha chand sa 
jo sangmarmar ki murat ho
nazre jhukaye huye, bal khaye huye 
mehandi ki raat aayi mehandi ki raat 
dekhe koi pyari dulhan ke hath 
khoye huye kahe ye hi nayan 
kab aayega mehandi ka wo din 
khwabo ki mahfil halchal di hai dil me 
sab kuch lage hai naya 
han sab kuch lage hai naya 
koi khyalo me aaya hai 
armaa sajaye huye, bin bulaye huye 
mehandi ki raat aayi mehandi ki raat 
dekhe koi pyari dulhan ke hath 
mehandi ki raat aayi mehandi ki raat 
dekhe koi pyari dulhan ke hath

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Shiuli Subaya, Kamayani Singh, Shawna Ferens

actor: Shiuli Subaya, Shawna Ferens, Kamayani Singh

lyricist: Shyam Anuragi, Shoaib Mansoor