Roman script

hoti na subho na sham yaha

din raat sabko hai kaam yaha

hoti na subho na sham yaha

din raat sabko hai kaam yaha

kab koi chhal jaaye

kya chaal chal jaaye

ho na jara bhi khabar

mumbai shahar ye hai mumbai shahar

mumbai shahar ye hai mumbai shahar

club me matke ka chakkar ghuma

daal me mirchi ka tadka laga

he club me matke ka chakkar ghuma

daal me mirchi ka tadka laga

duniya ko mutti me kar le o yaar

gori ko baahon me vatka pila

deti hai ye mauka kisne tujhe roka

manjil pe rakh bas najar

mumbai shahar ye hai mumbai shahar

mumbai shahar ye hai mumbai shahar

bindaas rahne ka darne ka nahi

lekin fateli bhi karne ka nahi

bindaas rahne ka darne ka nahi

lekin fateli bhi karne ka nahi

chhod akad bidu maska laga

maal banane ka chaska laga

bheja lagaye jo kaam banaye vo

lo do ka dus jod kar

mumbai shahar ye hai mumbai shahar

mumbai shahar ye hai mumbai shahar

Explore this song