Roman script

mujrim na kahna mujhe logo mujrim to sara jamana hai

pakda gaya wo chor hai jo bach gaya wo sayana hai

jis umar me chahiye maa ka aachal mujhko salakhe mili

nanhe se hatho me pustak ke badle hathkadiya dali gai

bachpan hi jab kaidkhane me bita jawani ka fir kya thikana hai

mujrim na kahna mujhe logo mujrim to sara jamana hai

mai tha pasina bahane ko razi roti na fir bhi mili

maine sarafat se jina chaha thoakr pe thokar lagi

kaise bhi ho pet ki aag hai ye pet ki aag ko bujhana hai

mujrim na kahna mujhe logo mujrim to sara jamana hai

papo ki basti me kaise rahega banke koi devta

jiwan ke sangram me sab munasif chahe bhala ya bura

insan lekin kabhi ye na bhule bhagwan ke ghar bhi jana hai

mujrim na kahna mujhe logo mujrim to sara jamana hai

pakda gaya wo chor hai jo bach gaya wo sayana hai

mujrim na kahna mujhe logo mujrim to sara jamana hai

Explore this song