Roman script

mujhse mohabbat ka izhaar karta

mujhse mohabbat ka izhaar karta

mujhse mohabbat ka izhaar karta

kaash koi ladka mujhe pyar karta

kaash koi ladka mujhe pyar karta

mujhse mohabbat ka izhaar karti

mujhse mohabbat ka izhaar karti

kaash koi ladki mujhe pyar karti

kaash koi ladki mujhe pyar karti

meri maang me chaand taare sajata

jo main rooth jati mujhe wo manata

meri maang me chaand taare sajata

jo main rooth jati mujhe wo manata

haalat meri wo janta, dhadkan meri pehchanta

apni bhi chaahat ka ikraar karta

apni bhi chaahat ka ikraar karta

kaash koi ladka mujhe pyar karta

kaash koi ladka mujhe pyar karta

mujhse mohabbat ka izhaar karti

mujhse mohabbat ka izhaar karti

kaash koi ladki mujhe pyar karti

kaash koi ladki mujhe pyar karti

wo bechain hoti main betab hota

nigaaho me uski mera khwab hota

wo bechain hoti main betab hota

nigaaho me uski mera khwab hota

sharma ke wo lagti gale, rakhta use palko tale

chori chori wo mera didaar karti

chori chori wo mera didaar karti

kaash koi ladki mujhe pyar karti

kaash koi ladki mujhe pyar karti

mujhse mohabbat ka izhaar karta

mujhse mohabbat ka izhaar karta

kaash koi ladka mujhe pyar karta

kaash koi ladka mujhe pyar karta

lyrics typed by: neha gupta

Explore this song