Roman script

mujhko tere ishq mai bhigade

kabhi bheege naa ho jitna baarishon mei

yeh falak, yeh fiza, ho gawa pyaar mai

tum karo, aaj mujhko, pyaar itna ho

rahe sada yaadon mei guzarta ye lamha

teri meri saanson mei pighalta ye lamha

mujko tere ishq mai bhigade

kabhi bheege naa ho jitna baarishon mei

rooh mei ghul rahi hai

woh mehak hai tere jism ki

mujhse juda tu nahi zaaro mai tu hai basi

dhadakne de rahi hai ab gawahi mere ishq ki

chahiye tu mukammal katro mein ab jeena nahi

ye hasi, saare pal, ho gawa pyaar mai

tum karo, aaj mujhko, pyaar itna

rahe sada yaadon mei guzarta ye lamha

teri meri saanson mei pighalta ye lamha

hum rahe naa rahe phir bhi ye hawaaye

sunayengi tere mere ishq ki dastaan

naam tere mai likhunga aaj apni sab duaaye

aaj hoga jo hua na dono ke darmiyaan

aao ke bane hum gawa pyaar ke

tum karo, aaj mujhko, pyaar itna

rahe sada yaadon mei  guzarta ye lamha

teri meri saanson mei pighalta ye lamha

pighalta ye lamha

Explore this song