Roman script

sath mein the paas me the jane kaha tum chal diye

rahein jahan jati nahi dekho wahan tum chal diye 

sath mein the paas me the jane kaha tum chal diye

rahein jahan jati nahi dekho wahan tum chal diye 

yara tum bin jine me sansein chhubhe hai sine me

tum bin raha jaye na tum bin jiya jaye na

tum bin raha jaaye na tum bin jiya jaye na

rozana ye uljhan rehti hai jaane kyun

jaise kuch pyara sa kahi rakh ke bhule ho

tum yahi the haan yahi thhe kho gaye ho kaha

yara tum bin jine me saansein chhubhe hai sine me

tum bin raha jaye na tum bin jiya jaaye na

tum bin jiya jaye na tum bin jiya jaaye na

lagta hai ke tum bin ab hum reh na payenge

kya toota hai andar ye hum keh na payenge

aa bhi jaao hum se aakhir kaise naraziya

yara tum bin jeene me sansein chhubhe hai sine me

tum bin raha jaye na tum bin jiya jaye na

tum bin jiya jaye na tum bin jiya jaye na

Explore this song