Roman script
mujhko khud se jo tune juda kar diya mujhko khud se jo tune juda kar diya dard mitha sa dil me mere bhar diya dard mitha sa dil me mere bhar diya mujhko khud se jo tune juda kar diya har taraf tu hi tu hai tu, mai kaha har taraf tu hi tu hai tu, mai kaha kaisa parda sa mere darmiya kar diya kaisa parda sa mere darmiya kar diya mujhko khud se jo tune juda kar diya pyar karne ki ye bhi koi reet hai pyar karne ki ye bhi koi reet hai bewafa khud ko aashiq mujhe kar diya bewafa khud ko aashiq mujhe kar diya dard mitha sa dil me mere bhar diya raaz apne raza janta hai vahi raaz apne raza janta hai vahi jisne chaha ussi par karam kar diya jisne chaha ussi par karam kar diya dard mitha sa dil me mere bhar diya mujhko khud se jo tune juda kar diya mujhko khud se jo tune juda kar diya dard mitha sa dil me mere bhar diya lyrics type by : priya bhati
Song details
- Singer: Kavita Seth
- Film / album: Cigarette Ki Tarah (2012)
- Composer: Kavita Seth
- Lyricist: Sudarshan Goel
- Actor: Bhoop Yaduvanshi
- Actor: Prashant Narayanan
- Actor: Uvika Chaudhary
- Actor: Madhurima Tuli
- Actor: Sudesh Berry
Song video
actor: Uvika Chaudhary, Bhoop Yaduvanshi, Madhurima Tuli