Roman script

mujhko havaao ne roka, kaali ghataao ne roka

deke dhokha magar rasta kaat kar

deke dhokha magar rasta kaat kar

apne chahane valo ke mai dil me sama gaya

maine kaha tha mai aaunga, vada kiya tha mai aa gaya

dosto ke dushmano ke dilo pe chha gaya

maine kaha tha mai aaunga, vada kiya tha mai aa gaya

dosto ke dushmano ke dilo pe chha gaya

karte huye meri baate guzre hazaro ki rate

ai hasino suno dil zara tham lo

ai hasino suno dil zara tham lo

phir na kehna zaalim sabki ninde uda gaya

maine kaha tha mai aaunga, vada kiya tha mai aa gaya

dosto ke dushmano ke dilo pe chha gaya

saara shehar jaanta hai, surat ye pehchanta hai

is jahan me kahi koi mujh sa nahi

is jahan me kahi koi mujh sa nahi

mai sabke dil me apni tasvir laga gaya

maine kaha tha mai aaunga, vada kiya tha mai aa gaya

dosto ke dushmano ke dilo pe chha gaya

maine kaha tha mai aaunga, vada kiya tha mai aa gaya

Explore this song