Roman script
mujhko ek pappi chahiye, khatti ya mithi chahiye mujhko ek pappi chahiye, khatti ya mithi chahiye chalegi jaisi bhi ho yaar, mila ho usme tera pyar chalegi jaisi bhi ho yaar, mila ho usme tera pyar mujhko ek pappi chahiye, khatti ya mithi chahiye chalegi jaisi bhi ho yaar, mila ho usme tera pyar chalegi jaisi bhi ho yaar, mila ho usme tera pyar kya hua meri jane ja, rang udd gaya gaalo ka aa chura lu behka kajal, surmayi tere baalo ka kya hua meri jane ja, rang udd gaya gaalo ka aa chura lu behka kajal, surmayi tere baalo ka khul ke jara muskurana, sajani mere paas aana mujhe badi hasi lagi teri har ada yu jid na kariye jaaiye, ab aise na tadpaaiye yu jid na kariye jaaiye, ab aise na tadpaaiye nahi giraaungi sarkar sharam haya ki ye diwar nahi giraaungi sarkar sharam haya ki ye diwar do dilo ke mil jane me humsafar jara duri hai tum kabhi nahi samjhoge kuch meri bhi majburi hai do dilo ke mil jane me humsafar jara duri hai tum kabhi nahi samjhoge kuch meri bhi majburi hai sajna tumhe kya bataau, kaise najdik aau abhi nahi karungi main koi bhi khata mujhko ek pappi chahiye, khatti ya mithi chahiye chalegi jaisi bhi ho yaar, mila ho usme tera pyar chalegi jaisi bhi ho yaar, mila ho usme tera pyar yu jid na kariye jaaiye, ab aise na tadpaaiye nahi giraaungi sarkar sharam haya ki ye diwar nahi giraaungi sarkar sharam haya ki ye diwar mujhko ek pappi chahiye yu jid na kariye jaaiye
Song details
- Singer: Abhijeet
- Singer: Poornima
- Film / album: Vijeta (1996)
- Composer: Anand Milind
- Lyricist: Sameer
- Actor: Sanjay Dutt
- Actor: Raveena Tandon
- Actor: Reema Lagoo
- Actor: Paresh Rawal
- Actor: Amrish Puri
- Actor: Anu Kapoor
- Actor: Alok Nath
- Actor: Asrani
- Actor: Dinesh Hingoo
- Actor: Deep Dhillon
- Actor: Shiva
- Actor: Anant Mahadevan
- Actor: Viju Khote
- Actor: Mahesh Anand
- Actor: Guddi Maruti
- Actor: Dinesh Anand
- Actor: Aroon Bakshi
- Actor: Rakesh Bedi
- Actor: Achyut Potdar
- Actor: Ajit Vachchani
Song video
singer: Abhijeet, Poornima
