Roman script

mujhko agar ijazat ho to mai ek geet sunau

mujhko agar ijazat ho to mai ek geet sunau

mahfil me shamil ho ke aapka ka dil bahlau

mujhko agar ijazat ho to mai ek geet sunau

mahfil me shamil ho ke aap ka dil bahlau

hey aap ke uthe kadam kyu meri awaz pe

aa gaye kuch sher yaad husn ke andaz pe

hey aap ke uthe kadam kyu meri awaz pe

aa gaye kuch sher yaad husn ke andaz pe

mujhko agar ijazat ho to aage baat badau

mahfil me shamil ho ke aap ka dil bahalau

is maze ki raat me chandni ka naam lu

aapsa koi nahi mai kisi ka naam lu

is maze ki raat me chandni ka naam lu

aapsa koi nahi mai kisi ka naam lu

mujhko agar mujhko agar 

ijazat ho to naam koi de jao

mahfil me shamil ho ke aap ka dil bahlau

aap ka dil bahalau aji aap ka dil bahlau

aap ka dil bahalau ha aap ka dil bahlau

Explore this song