Roman script

mujhe tumse mohabbat hai magar mai kah nahi sakta

magar mai kya karu bole bina bhi rah nahi sakta

mujhe tumse mohabbat hai magar mai kah nahi sakta

mere khwabo ki shehjadi jaha tum muskrati ho 

bahare kya fijao me hajaro gul khilati ho

tumhe jisne bhi dekha hai judayi sah nahi sakta

mujhe tumse mohabbat hai magar mai kah nahi sakta

jamana lakh badal ban ke chha jaye nigaho par

mohabbat ka ujala phailta jayega raho par

mohabbat chand aisa hai kabhi jo gah nahi sakta

mujhe tumse mohabbat hai magar mai kah nahi sakta

Explore this song