Roman script

jaane jaane do na

jaane do na, jaane jaane do na

mujhe to jaane do na

chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na

na na na zid na karo, na na na aise zid na karo

tumhein meri kasam hai, suno jaane bhi do na

aisi kyun hai, kyun hai aisi jaldi ruko zara

thehro thehro abhi, karo thoda yakin

aisi betaabiyan achchhi hoti nahi

roko zara jazbaat ko, samjha karo halaat ko

aayegi aayegi milne ki bhi ghadi

jaane do na, jaane jaane do na

mujhe to jaane do na

chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na

na na na zid na karo, na na na aise zid na karo

tumhein meri kasam hai, suno jaane bhi do na

jaane do na, jaane jaane do na

mujhe to jaane do na

chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na

ho na ho na itne bhi to ho na besabar

ho na ho na itne bhi to ho na besabar

is haal mein darta hai dil

ek sharm si ismein shaamil

chhedo na yun ehsaaas ko

do na hawa is pyaas ko

aaayegi aayegi milne ki bhi ghadi

jaane do na, jaane jaane do na

mujhe to jaane do na

chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na

na na na zid na karo, na na na aise zid na karo

tumhein meri kasam hai, suno jaane bhi do na

jaane do na, jaane jaane do na

mujhe to jaane do na

chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na

Explore this song