Roman script
dilshad tha ke phul khilenge bahar mein mara gaya garib isi aitbar mein mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota na tha manzur kismat ko, na thi marzi baharo ki nahi to is gulistan mein nahi to is gulistan mein, kami thi kya nazaro ki meri najaro ko bhi koi nazara mil gaya hota agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota khushi se apni aankho ko main ashko se bhigon leta mere badle tu has legi mere badle tu has legi, tere badle main ro leta mujhe ae kash tera dard sara mil gaya hota agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota mili hai chandni din ko, yeh unki apni kismat hai mujhe apne muqaddar se mujhe apne muqaddar se, faqat itni shikayat hai mujhe tuta hua koi sitara mil gaya hota agar tufan nahi aata, kinara mil gaya hota mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
Song details
- Singer: Lata Mangeshkar
- Singer: Mohammed Rafi
- Film / album: Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actor: Rajendra Kumar
- Actor: Sadhana
- Actor: Mumtaz Begum
- Actor: Prem Chopra
- Actor: Rajendra Nath
- Actor: Meena T
- Actor: Raj Mehra
- Actor: Kamal Deep
- Actor: Subhash
- Actor: Bobby
- Actor: Sarita Devi
- Actor: Uma Khosla
- Actor: Madhu Apte
- Actor: Surinder
- Actor: Prem Kumar
- Actor: Raaj Kumar
- Actor: Shaikh
Song video
singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi