Roman script

mehandi lagake aai, hay
bindiya sajake aai, oye hoye hoye hoye
mehandi lagake aai, bindiya sajake aai
chudi khankake aai, payal chhankake aai
ho ab git milan ke gana hai
gana hai, gana hai
mujhe sajan ke ghar jana hai 
mujhe sajan ke ghar jana hai
mujhe sajan ke ghar jana hai
mujhe sajan ke ghar jana hai
ha,mujhe sajan ke ghar jana hai
mujhe sajan ke ghar jana hai 
mujhe sajan ke ghar jana hai 
gudiya patole the meriya nishaniya 
yado reh janiya
bachpan bita jawani aai, hoye
bachpan bita jawani aai 
sajan kaa sandesa layi
saiyyanji ki sej ko jake 
phulo se mahekana hai
mujhe sajan ke ghar jana hai 
mujhe sajan ke ghar jana hai 
han mujhe sajan ke ghar jana hai
jamdiya mohe piya toh paraiya ho jandiya 
piya mar janiya
pal me nata tod chali mai, hoye
pal me nata tod chali mai 
babul kaa ghar chhod  chali mai
ab to piya ke des me sara 
jivan mujhe bitana hai
mujhe sajan ke ghar jana hai
mujhe sajan ke ghar jana hai
han mujhe sajan ke ghar jana hai
beti ki takdir kaa lekha, hay
beti ki takdir kaa lekha padhke mamta roi
kisi ne isako janam diya aur le jaye ise koi
ho, sajdhajke aaye barati 
laye ghode hathi
o, teri shadi ke mauke pe 
milke sehra gayenge
sada suhagan rahe tu banno 
tujhe duwaye de jayenge
aaj ki raina hum logo ko jhum jhumke 
gana hai, oye hoye
mujhe sajan ke ghar jana hai
mujhe sajan ke ghar jana hai
mujhe sajan ke ghar jana hai
han mujhe sajan ke ghar jana hai
mujhe sajan ke ghar jana hai 
mujhe sajan ke ghar jana hai 
mujhe sajan ke ghar jana hai

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Alka Yagnik, Richa Sharma, Sonu Nigam

actor: Sonali Bendre, Mahima Chaudhary