Roman script
mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho kaho na kaho mujhko sab kuch pataa hai haa, karu kya mujhe tum bataati nahi ho chhupaati ho mujhse ye tumhaari khataa hai aa mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho meri beqaraari ko had se badhaana tumhe khoob aata hai baate banaana nigaahe milaake yu mera chain lena sataake mohabbat main yu dard dena mujhe dekhke aise palke jhukaana sharaarat nahi hai to phir aur kya hai aa mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho tumhe neend aayegi ab na mere bin mujhe hai yakin aisa aayega ek din khuli teri zulfo main soya rahunga tere hi khayaalo main khoya rahunga kabhi gaur se meri aankho main dekho meri jaan tumhaara hi chehra chhupa hai aa mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho kaho na kaho mujhko sab kuch pataa hai ha, karu kya mujhe tum bataati nahi ho chhupaati ho mujhse ye tumhaari khataa hai aa mujhe raat din, bas mujhe chaahti ho lyrics typed by:pournima gujar
Song details
- Singer: Sonu Nigam
- Film / album: Sangharsh (1999)
- Composer: Jatin Lalit
- Lyricist: Sameer
- Actor: Akshay Kumar
- Actor: Preity Zinta
- Actor: Ashutosh Rana
- Actor: Arif Zakaria
- Actor: Yash Tonk
- Actor: Aman Verma
- Actor: Jash Trivedi
- Actor: Madan Jain
- Actor: Vishwajeet Pradhan
- Actor: Vicky Chopra
- Actor: Ninad Kamat
- Actor: Abhay Chopra
- Actor: Krishna Bhatt
- Actor: S. M. Zaheer
actor: Preity Zinta, Aman Verma