Roman script

mujhe maykashi ka sahara mila hai

mujhe maykashi ka sahara mila hai

kisi dubte ko kinara mila hai

mujhe maykashi ka sahara mila hai

kisi dubte ko kinara mila hai

mujhe maykashi ka sahara mila hai

andhero me ji ji ke tang aa gaya tha

andhero me ji ji ke tang aa gaya tha

gum e jindagi se mai ghabra gaya tha

andhere ko jaise sitara mila hai

mujhe maykashi ka sahara mila hai

mujhe maykashi ka sahara mila hai

meri mohabbat bhi kya rang layi

meri mohabbat bhi kya rang layi

wafao ke badle mili bewafai

wafao ke badle mili bewafai

daman wafa ka dobara mila hai

mujhe maykashi ka sahara mila hai

mujhe maykashi ka sahara mila hai

mujhko nasha hai na mai hosh me hu

mujhko nasha hai na mai hosh me hu

mai behosh pahle tha ab hosh me hu

nigaho ko aisa najara mila hai

mujhe maykashi ka sahara mila hai

mujhe maykashi ka sahara mila hai

mujhe maykashi ka sahara mila hai

Explore this song