Roman script

mujhe khabar thi, wo mera nahin paraya tha

par dhadkanon ne usi ko khuda banaya tha

main khaab khaab jise, dhundhta phira barso

wo ashq ashq meri aankh mein samaya tha

wo ashq ashq meri aankh mein samaya tha

par dhadkanon ne usi ko khuda banaya tha

mujhe khabar thi, wo mera nahin paraya tha

tera kasur nahin jaan, meri tanhai

tera kasur nahin jaan, meri tanhai

tera kasur nahin jaan, meri tanhai

ye rog maine hi

ye rog maine hi khud jaan ko lagaya tha

ye rog maine hi khud jaan ko lagaya tha

par dhadkanon ne usi ko khuda banaya tha

mujhe khabar thi, wo mera nahin paraya tha

mujhe khabar thi, wo mera nahin paraya tha

Explore this song