Roman script

baje jo bansi thama karo, prem lila kiya karo

baje jo bansi thama karo, prem lila kiya karo

baje jo bansi thama karo, prem lila kiya karo

kishan ki raadha bana karo

mujhe kanhaiya kaha karo

haan kanhaiya, kanhaiya haan kanhaiya

tumhe hamesha maine chaaha

magar zubaan se keh na paaya

sanam ye sach hai pal pal har pal

nazar nazar me tum ko maanga

saagar ki lehron me tum ho

aawaara baadal me tum

saagar ki lehron me tum ho

aawaara baadal me tum ho

saanson me lehraaya karo

dhadkan tum ban jaaya karo

Itna na sharmaaya karo

mujhe kanhaiya kaha karo

kanhaiya kanhaiya

janam janam ka saath hai ye

yahi yaqeenan baat hai

nahi ye jhuti baat yaara

khuda bhi apne saath hai

suraj ki kirnon me tum ho

saawan ki bundon me tum

suraj ki kirnon me tum ho

saawan ki bundon me tum ho

saamne jab aaya karo

thoda sa tum tham jaaya karo

aise na itraaya karo

mujhe kanhaiya kaha karo

haan kanhaiya, kanhaiya haan kanhaiya

baje jo bansi thama karo, prem lila kiya karo

kishan ki raadha bana karo

mujhe kanhaiya kaha karo

kanhaiya kanhaiya kanhaiya kanhaiya

kanhaiya kanhaiya kanhaiya kanhaiya

Explore this song