Roman script

o mujhe kabhi kabhi

mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye

ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye

mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye

ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye

sudh budh bhul ke main jaau daudi daudi

ankhiyan bawari main kholu thodi thodi

sudh budh bhul ke main jaau daudi daudi

ankhiyan bawari main kholu thodi thodi

ankhiyan khole khole dekhe suni gali

phir bhi kanha najar nahi aaye

mujhe kabhi kabhi

mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye

ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye

chad gaya hath mere jis din chhaliyan

dekhna chhin lungi uski muraliyan

lakh araj kare naina neer bhare

chahe kaise bahane wo banaaye

mujhe kabhi kabhi

mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye

ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye

palko ki dor me piroyi maine kaliya

jane manaye kahan shyam rang raliya

palko ki dor me piroyi maine kaliya

jane manaye kahan shyam rang raliya

mere mohan ka pata la de koi jara

pyar ki mala na kamla jaye

mujhe kabhi kabhi

mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye

ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye

mujhe kabhi kabhi sapna ye aaye

ke shyam mere galiyon me bansuri bajaye

Explore this song