Roman script

mujhe jine nahi deti hai yaad teri

mujhe jine nahi deti hai yaad teri 

sunke aaja tu aaja aawaaj meri 

sunke aaja tu aaja aawaaj meri

mujhe jine nahi deti hai yaad teri

kya tujhko kabhi bhi meri yaad aati nahi

kya tujhko kabhi bhi meri yaad aati nahi

jaise tadpati hai mujhko 

tujhko tadpati nahi tujhko tadpati nahi 

pal pal mujhe tadpati hai yaad teri

sunke aaja tu aaja aawaaj meri

mujhe jine nahi deti hai yaad teri

bewafa na tu samjhna pyar hai tujhise mujhe

bewafa na tu samjhna pyar hai tujhise mujhe

kismat me jab milan na ho 

kaise mil paau tujhe kaise mil paau tujhe

meri jaan jaise leti hai yaad teri

tujh bin hai yeh duniya viran meri

mujhe jine nahi deti hai yaad teri

main na tujhe bhula saka tune kaise bhula diya 

main na tujhe bhula saka tune kaise bhula diya

kaha hai teri aaj kasme

wada kar ke daga diya wada kar ke daga diya 

mujhko dard bahot deti hai yaad teri

sunke aaja tu aaja aawaaj meri

mujhe jine nahi deti hai yaad teri

sunke aaja tu aaja aawaaj meri

mujhe jine nahi deti hai yaad teri

Explore this song